Google trend Google ka diya hua ek free tool hai. Apko Pata hi
Hoga Google new tool launch karta hi rahta hai. Vo bhi free me. Yahi google ke
vajah hai ki google pure world ka sabse best search engine hai. Lagbhag pure
world me Google ka 90% use hota hai. Aap ab soch sakte hai. ki 10% me hi sabhi
search engine hai. Google hame bahut sara free tool diya. Esme se google trend
ek best tool hai.
Google trend ka kya kam
hai
Google Par search kiye jane vale data ki jankari dena. Yani ki
google jo keyword sabse jayda search hota hai. Vo sab log jan sakte hai.
Google abhi eska letest version launch kiya hai. Yani ye ab aur bhi best ho
gaya hai. Google jab update karta Apne visitor kuch new future deta hai. Aap
bhi apne visitor ko new information de ke visitor badha sakte hai.
Google Trend ka Use har
blogger ko kyo Use karna chahiye
Aap bhi soch rahe hoge ki Google ne Apko ye tool free me kyo
diya hai. Google Ne ye tool isliye diya hai ki Uske search engine me website
add karne wale administer keyword ki jankari hasil karke. us topic par
post write karke visitor badha sakte ho. Aur sath me Aap aap adsence par click
bhi badh jayege. Kyoki search engine se aane wale visitor ko Adsence ke bare me
kam hi logo ko pata hota hai. isliye hame us keyword ka use karna chahiye jo
jyada search kiye gaye hai. Mughe bhi Google trend ke bare me kuch dino pahle
hi pata chala hai. To maine apke sath share kiya hai. Mera Use kiya hua tool
hai.
Google Trend ka Use kaise
kare
Mughe pura vishvas hai ki aap log google trend ka use jarur
karege. Google trend ka Use vaise bahut simple hai. Sabse pahle Google me
Google Trend ko search kijiye. Website ko open karke apne gmail id se login
karo. Bina Gmail id ke aap google trend use nahi kar sakte ho. Mughe lagta hai
ki aaj ke time me sabhi ke pass gmail id hoga.
- yaha par click
karne ke bad apko menu show hota hai.
- Trending
Searches me
vo result show hota hai jo abhi jayda search kiya gaya hai.
- Trending on
YouTube par
apko search ka result show hoga jo youtube me jyada search kiye gaye
hoge.
- Top charts me apko
har topic par 10 top result show hoga. Aap example ke liye Google
trend ko open kare.
Blogger ko Google Trend
ka kaise Use karna chahiye
Maine apko ye to bata hi diya hai. ki kyo use karna chahiye.
- Apko jis topic
par post write karna hai. Usko yaha par search kare.
- Yaha se aap kisi
khas country ko target kar sakte hai.
- Aap jis time ko
target karna chahte hai. Usko select kijiye. Example:- Aap 2016 me post
write kar rahe hai to 2016 ko target kijiye.
- Yaha se aap Apni
topic select kar sakte hai. Example: - Agar aap health se judi post write
kar rahe hai. to Health ko select kijiye.
- Yaha se aap
image, website, google news, youtube, seach ki jankari chahte hai hai to
select kar sakte hai.
- Yaha par vo word
show ho raha hai jo maine search kiya tha.
- Aap map me dekh
sakte hai. ki is keyword ko search karne wale badhte hi jarahe hai.
Aap scroll down karege to ye image show hoga.
Aap image me dekh sakte hai ki kaun se country me WORDPRESS
SEO kitna search kiya gaya hai. To der kis bat aap bhi Google Trend
karna start kijiye. Aur SEO post write kijiye.
Aap Google trend se koi judi question ho to aap comment kare.
Apko ye post acchi lagi to social site par share kijiye.
Share with your friends
0 comments:
Post a Comment